Bhai sahi aadmi matlab
Dusra option kya tha aap bata do
Jis ke pass bjp ka ticket hoga wo hi to jeetega na
Santosh ahlawat se to 10times better h
Ab churu mp ki...
more... pakad railway me acchi h to ab koi kya kar sakta h
Mere yanha se sadalpur junction karib h lekin mera kahna h ki ye udhar jhunjhunu me uss line ka matlab kya h jab train nahi chalani h
Kuch log ye bhi bolte h ki private pilani bus operators ki wajah se udhar train nahi chal rahi unke log h railway me
Ab such kya h malum nahi